Posts

Showing posts from August, 2018

ANGHUTHE CHUMNE

SHAHZADI-E-ISLAM [ ANGHUTHE CHUMNE ] * [ ANGHUTHE CHUMNE KA MASLA ] * ☛ HOZOOR POOR NOOR SHAFI E YAWM E MEHSAAR ﷺ Ka Naam E  paak Aazan Me  Sunne K Waqt Anghuthe Ya Shahadat Ki Unghli Chum Kar Aañkhoñ Se Lagana Qat'an Jaiz Aur Mustahab Aur Bahot Hi Rahmat O Barkat Ka Sabab Hai Is K Jaiz Hone Par Bahot Se Dalail Maujood Hai Aur Mana ( Inkar ) Karne Par Koi Dalil Maujood Nahi Chand Dalail Is Kitaab Padhne Wale ko Diye Jaate Hai❕ ☛ ( 1 )  Fazil E Jalil Al Alamatul Kaamil Assaikh Ismail Haqqi رحمة الله عليه Apni Shahrah Aafaq Tafseer Ruhul Bayan Me Farmate Hai !!! ➡ Qasaaul Ambiya  Wagairah Kutub Me Hai K Jab Hazrat Aadam عليه السلام  Ko Jannat Me Hazrat MOHAMMAD ﷺ Ki Mulaqat Ka Shoq Huwa To ALLAH Ta'ala Ne Unki Taraf Wahi Bheji  K Woh Tumhare Sulb  ( Aulad ) Se Aakhir Zamane Me Zuhoor Farmayenge To Hazrat Aadam عليه السلام Ne Aapki Mulaqat Ka Sawal Kiya To ALLAH TA'ALA Ne Hazrat Aadam عليه السلام K Dañyen Haath K Kalme Ki Unghli Me Noor E MOHAMMAD ﷺ Chamkaya To Is Noor

KARINA-E-ZINDAGI " -

SHAHZADI-E-ISLAM " KARINA-E-ZINDAGI " -               * ARZ-E-MUSAN'NIF *               Qudrat ne har Nar ke liye mada aur har mada ke liye Nar Paida Farmaa kar bohat se Jodhe Aalam me banaye Aur har Ek ki Mashin par mukhtalif purzo ko is Andaz ke sath sajaya ke wo har Ek ki Fitrat ke Mutabik ek dusre ko Fayda Pohchane wale Aur zarurato ko pura krne wale hai.. Allah ﷻ ne Mard aur Aaurat ke Andar Ek Dusre ke zariye Sukoon hasil krne ki khashis rakhi hai. Chunancha Mazhab Islam ne khashis ka Ahetram karte huwe hume Nikah karne ka Tarika Bataya take Insaan Jaiz tariko se sukoon hasil kare aur gunah'he kabira ka Martakib na bane.. Is Zamane me Aksar Mard Nikah ke bad Apni La-ilmi aur Sharai talimat se duri ke sabab tarha tarha ki galtiya karte hai aur Nuqsanat Udhate hai In Nuqsanat se isi waqt bacha ja sakta hai jab ke iske Mutalik sahi ilm ho... Afsos is zamane me log kisi Aalime-deen ya fir Kisi jankar Shaks se Miya ,Biwi ke Khas talukaat ke mutalik puchne y

SHAHEED KA BAYAN

SHAHZADI-E-ISLAM 💜SHAHEED KA BAYAN - * 》Shaheed Ki Qisme《 * Shahadat Akhri manzil hai insani sa'adat ki, " woh khush qismat hai mil jaaye jinhe daulat Shahadat ki," Shahadat paa ke hasti zinda jawed hoti hai, Ye rañge shaam subha eid ki tamheed hoti hai. Dunya k lihaaz se dunya k mukhtalif darje hai.  Koi chokidaar hai to koi constable, koi sub inspector hai to koi ISP yaha tak k koi wazeer-e-azam hai to koi Sadre jamhuriyya. Aur ba'az intihai zillat o pasti mai hai, jese khori wagairha k unke ghar wale bhi unse nafratt  karte hai. Issi tarah Islami Aytebaar se bhi insaano ki do qismay hai; * 1-Muslim * * 2- Kaafir * , kaafiro mai bhi mukhtalif darje hai, un mai murtad sab se badtar kaafir hai ke jeene ke bhi layaq nahi hai. Aur Musalmano mai sab se acha darja Sayyadur Rasool Nabiy-ul-Ambiya Janab Ahmad Mujtaba Muhammad Mustafa ﷺ ka hai. Fir Rusul-e-azaam ka, Fir dighar Ambiya-E-Kram ka, Fir Sidiqeen, Fir Shouhada aur Fir Saliheen ya'ani Awliya-e-

Link Of Pdf Sunni Hanfi

🌹🌹🗡⚔محمد خالد رضاسنّی حنفی رضوی 🗡⚔🌹🌹 🌹🌹مسلک اعلی حضرت زنده باد🌹🌹: RAZA: t.me/RAZAKITALWAR صدرالشّریعہ بدرالطّریقہ حضرت علاّمہ مولاناامجد علی اعظمی علیہ الرحمتہ اللّٰه الغنی بہار شریعت مکمل جلد۔20 بہار شریعت  جلد۔1 https://t.me/RAZAKITALWAR/397 بہار شریعت  جلد۔2 https://t.me/RAZAKITALWAR/398 بہار شریعت  جلد۔3 https://t.me/RAZAKITALWAR/399 بہار شریعت  جلد۔4 https://t.me/RAZAKITALWAR/400 بہار شریعت  جلد۔5 https://t.me/RAZAKITALWAR/402 بہار شریعت  جلد۔6 https://t.me/RAZAKITALWAR/403 بہار شریعت  جلد۔7 https://t.me/RAZAKITALWAR/404 بہار شریعت  جلد۔8 https://t.me/RAZAKITALWAR/405 بہار شریعت  جلد۔9 https://t.me/RAZAKITALWAR/406 بہار شریعت  جلد۔10 https://t.me/RAZAKITALWAR/407 بہار شریعت  جلد۔11 https://t.me/RAZAKITALWAR/408 بہار شریعت  جلد۔12 https://t.me/RAZAKITALWAR/409 بہار شریعت  جلد۔13 https://t.me/RAZAKITALWAR/410 بہار شریعت  جلد۔14 https://t.me/RAZAKITALWAR/411 بہار شریعت  جلد۔15 https://t.me/RAZAKITALWAR/412 بہار شریعت  جلد۔16 https://t.me/

BACHO KE NAAM WITH MAYENA

لڑکوں  کے نام اور مطلب آدم Adam گندمی آصف Asif ایک درخت کا نام آفاق Afaq آسمانی کنارے آفتاب Aftab سورج ابان Aban واضح، ظاہر ابتسام Ibtisam مسکرا نا ابتھاج Ibtihaj خوشی ابراز Abraz نیک ابراھیم Ibrahim خادم، قوموں کا باپ ابراھیم Ibrahim خادم ابصار Absar بصیرت، دانائی ابو ذر Abu Zarr پھیلانا، بکھیرنا ابو ھریرہ Abu Huraira بلی کے بچے والا ابیض Abyaz سفید اتحاف Ittihaf تحفہ دینا اثرم Asram توڑنا اثیر Aseer بلند اجلال Ijlal بزرگ ہونا اجمد Ajmad لازم، ٹھہرنا اجمل Ajmal بہت خوبصورت احتشام Ihtisham شان و شوکت احسان Ihsan نیکی کرنا احسان الٰہی Ihsan Ilahi اللہ کا احسان احسن Ahsan بہت اچھا، عمدہ احمد Ahmad زیادہ تعریف والا احوص Ahwas محتاط، رفو کرنا ادریس Idrees پڑھا ہوا ادلال Idlal ناز و نخرہ کرنا ادھم Adham سیاہ اربد Arbad اقامت، ابر آلود ارتسام Irtisam نقش و نگار بنانا ارتضٰی Irtaza پسندیدہ ارجمند Arjumand قیمتی، پیارا ارسلان Arsalan غلام، شیر ارشاد Irshad راہنمائی ارشد Arshad ہدایت یافتہ ارقم Arqam تحریر، نشان والا ارمغان Armaghan تحفہ، نذر اریب Areeb عق